dhat ek aisa rog hai jo jis weyakti ko ho jaata hai uske vivahit jeeavan ko bahut dukhad bana deta hai is rog ke karan aadmi ko aour bhi kayi sari bimariyan lag jati hai shareer me kamjori aane lagti hai aour aap samajh sakte hain ki jab insan kamjor ho jaataa hai to us par bimariyon ka hamla kita aasan ho jaataa hai is rog ke karan rogi chid-chida ho jaata hai use kuchh bhi achha nahi lagta hai baat baat par gussa ho jaataa hai aour kisi kaam me rogi ka man nahi lagta hamesha wah weyakti udas rahta hai us ke man me ek chinta kism ka baat hamesha chalta rahta haiwah kuchh na kuchh sochta hi rahta hai aour aap ye bhi samajh sakte hain ki har waqt jo insan soch me rahe us ka kya bartaw hoga yani ke uska jehan ek aise chinta me veeleen rahta hai jo uska niwaran ho jaye parantu usko koi niwaran na milne se wah weyakti chid-chida typ ka ho jata hai to aise me main is article me is jankari ke sath upay bhi bata raha hun aap is ko dheyan purwak padhen aour in upayon ko azma kar dekhen aap ko jaroor labh hoga.
Dhaat kya hai is rog me viry ke patla ho jane ke karan aadmi ka (sambhog karte waqt ) virya jaldi se gir jana aise rogi ke ling me bahut kam tanaw hota hai. dhaat rogi ko thodi si uttejna hone par uske ling se chip-chipa pani ka nikalna. aour peshaab karte samay pahle ya baad me laar ki tarah ling se nikalna dhaat toilet ke raaste bhi nikalta hai jab jaydh rog badh jaata hai to toilet ke raaste bhi nikalne lagta hai aour rogi ko pata nahi lagta aise me aat bigadne ka chaance hota hai aap samay par iska upchar kar le taki is rog ko badhawa na mile aour rog jaldi hi theek ho jaye.
yebhi jane- top jankari sex karne ke bare me. jane sex ke fayde aour tareeke ko (for play)
dhaat kya hai?

dhaat rogi ki pahchan kya hai ?
Virya durbalta ke karan shaaririk aour mansik kamjori dikhayi dene lagti hai
shareer me tarah tarah ke rog paida ho jate hain
iske sath - sath udasi, aalas, angon ka kanpna , thakawat , aprasannata, kaam me man na lagna , pet ke rog , yad dast ka kamjor hona , shwas, khansi , ling me amjori ke lakshan maloom padte hain.
Iska kaaran kya hai ?
jyada sochna ,shok , mansik asaanti aadi karno se aadmi ke sharir me dhatu ya virya ksheen ho jaata hai iske alawa dimagi kamjori , postik bhojan fal doodh mewa aadi ki kami ke karan aadmi sharir ke maans , med, asthi, majja aadi uchit matra me nahi ban pate. ant me yahi virya ke patle hone ka karan ban jate hai.
Iska ka Ilaaz karne ke liye kuchh gharelu Upay bata raha hun ise azmayen zaroor fayada hoga.
(1) 10 gram safed musli ke churan me misree milakar khaye uske bad aadhaa kilo gaay ka doodh piye
(2) 3 gram tulsi ke beez me misree milakar roz dopahar ke bhojan ke baad khayen.
(3) 5 gram aanwle ka churan subah aour shaam ko doodh ke sath len.
(4) ilayichi ke dane , baadam ki giri , jawitri, aour makkhan sabko shakkar ke sath khane se dhaatu pust hota hai
(5) 2 chammach aanwle ka ras subah bina kuchh khaye - piye shahad ke sath seven karen
(6) roj nihaar munh (bilkul subah bina kuchchh khaye) lahsun ki 2-3 kaliyan kha kar doodh piyen.
ye sab upay ke saat saath aap khan paan ka bhi dhyan rakhen taze fal hare patte dar sabjiyan khayen
garam chijon se parhej rakhen tali huyi cheejen jyada na khaye .
thoda ho sake to subah - subah exercise karen .
aor jankari main apne agle post me dunga .

Semen leakage after or during urination is due to the disorders in your reproductive system. Some of the reasons for semen leakage include anxiety, stress, over sensitivity in reproductive system, disturbed sleep, weak body and weakness in erection. visit
ReplyDeletehttp://www.hashmidawakhana.org/seks-max-power-for-semen-leakage.html
Ling Mota Lamba Karne Ke Tarike
ReplyDeleteLambe Samay Tak Sex Karne Ke Upay
nice information. sex power kami ke karn
ReplyDelete