Saturday, February 20, 2016

Kyon Hota Hai Mardon Ka Sex Karte Waqt Shighr Patan (Jaldi Virya Ka Girna)

kyon hota hai mardon ka sex karte waqt shighr patan (jaldi virya ka girna)



vartaman samay me har umr ke purushon me Shighr patan yani (jaldi se virya ka gir jaana) ki samasya pramukh roop se dekhne me aa rahi hai .
shighr patan me aadmi ka virya uski apeksha se pahle hi gir jaata hai .    shighr patan ki samasya ka asar aadmi ki sex life par dekhne ko milta hai . is samasya ke chalte aadmi apne life partner ya premika ko sex santuusti nahi de pata .  is se najayaj sambandh ban jate hain, jis se kayi bar pariwaar toot bhi jaata hai.
is samasya ke samadhan ke liye log neem hakeemon ke changool me bhi fans jate hain , jo unka manchaaha aarthik shosan karte hain aour samasya ko suljhane ke bajay use aour badha dete hain .

akhir kya karan hai , jinke chalte aadmi shighr patan ka shikaar hota hai .  aayiye , janten hai kuch pramukh karnon ko jin se aadmi ko shighr patan ka rog hota hai.




aapko ye bhi jaan-na chahiye- sex me bister par lambe samay tak anand lene ke tips

ye bhi jane-  garbh-wati ( pregnnet ) hone ke liye kuchh upay kaise garbh dharan karen

Kyon Hota Hai Shigr-Patan?



* atyadhik hastmaithun karne se sharir ki byological clock set ho jaana .  iske karan aadmi (purushon) ko claimex par pahunchne ki jaldi hoti hai tatha wah shighr ati shighr aanand ki anubhuti karna chahta hai .

* sex ke bare me adhik sochna bhi shighr patan ke liye jimmedaar hota hai .   sex fantashi ya porn film dekhne se bhi aadmi adhik uttejit ho jata hai aour jaldi se hi skhalit ho jaata hai .

* alkohal aour dibetease ki wajah se utpann neuropaithi ki wajah se bhi shighr patan ki samasya utpann ho sakti hai .

* sex ke shuruwati dino me bhi is tarah ki samasya paida ho jati  hai .

* naya partner hone ki sthiti me bhi jaldi virya skhalit ho sakta hai .

* shighr skhalan is par bhi nirbhar karta hai ki uttejna dene ka tarika kaisa hai .

*# oral sex se bhi aadmi jaldi discharge ho sakta hai .

*# jald baaji mesex karne se bhi aadmi ka virya jaldi hi  skhlit ho jata hai.

*# darte huwe apne partner ke sath sambandh banane me bhi is tarah virya ka jaldi skhlit ho jata hai.

*# agar aap ne apne partner ke sath sahi se forplay nahi kiya aour ya aadmi ka dhyan focus sex par nahi hota tab bhi aam taour par aisa ho jaata hai.

is article ko apne doston ke sath facebook twitter aour other social site par share zarur karen aour latest update ke liye hamare site ko free subscribe karen.



ye bhi jaane- lips ka kala-pan aise karen door new beauty tips

app ye bhe padhen- sex kaise karen jisme pura aanand mile kamottejak upaay

Thanks for visit




Share:

2 comments:

Copyright © Help For Youth | Powered by Blogger
Design by SimpleWpThemes | Blogger Theme by NewBloggerThemes.com